
Aqib FaridArtistUrdu
Arziyan
Ya maula, Ya maula, Ya maula
Arziyan sari main chehre pe likhke laya hun
Tumse kya mangun main tum khud hi samajh lo
Ya maula…
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Daraaren daraaren hai maathe pe maula
Marammat muqaddar ki kar do maula
Mere maula…
Tere Dar pe jhuka hoon mita hoon bana hoon
Marammat muqaddar ki kar do maula
Mere maula…
Jo bhi tere dar aaya, juhkne jo sar aaya
Mastiyan piye sabko jhoomta nazar aaya
Pyas le ke aaya tha dariya wo bhar laya
Noor ki barish mein bheengta sa tar aaya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Daraaren daraaren hai maathe pe maula
Marammat muqaddar ki kar do maula
Mere maula…
Toot ke bikharna mujhko zaroor aata hai
Warna ibadat wala shaur aata hai
Sajde mein rehne do ab kahin na jaunga
Ab jo tumne thukhraya to sanwar na paunga
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Daraaren daraaren hai maathe pe maula
Marammat muqaddar ki kar do maula
Mere maula…
Sar utha ke maine toh kitni khwahishen ki thin
Kitne khwab dekhe the kitni koshishen ki thin
Jab tu rubaru aaya nazrein na mila paya
Sar jhuka ke ek pal mein maine kya nahi paya
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula mere maula
Maula maula maula maula
Maula maula maula maula
Daraaren daraaren hai maathe pe maula
Marammat muqaddar ki kar do maula
Mere maula…