
ArtistHafiz Ahmed Raza Qadri
Mere Aaqa
Ek baar hi dikhado aaqa (saw) mujhe madeena
Beshak banalo aaqa mehman do ghadi ka
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Tarasti hain meri ankhen mujhe rauza dikha dijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mehakti hai wo rahen jinse aaqa aap hain guzre
Mujhe bhi un gali koochon me rahne ki jagah dijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Ladi saanson ki ye aaqa na jaane kab bikhar jaye
Bula lijiye madeene aur qadmon me basa lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Dukhon ne gher rakha hai ghamon ki dhoop hai sar par
Thikana gumbad-e-khazra ke saaye me ata kijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mawaja samne ho jis ghadi ye dam nikal jaye
Baqiye paak hi aaqa mera madfan bana dijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Aqeedat se bina naalain jis dar sayyadah (ra) aayi
Mujhe bhi sayyidu shohda ki wo choukhat dikha dijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Kabhi main jaliyan thamun basa kar panjtan dil me
Ali (ra) aur Fatima Hasnain (ra) ka sadqah ata kijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Sitaron kahakashaon se madeene ki ghubar acchhi
Moyassar ho agar qatib to aankhon se laga lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
Mere aaqa madeene me mujhe bhi ab bula lijiye
This is a very lovely naat i love this naat and i thank to hafiz ahmad raza qadri that he has written this beautiful naat thankyou
Ofcourse this is very beautiful naat
SUBHAN ALLAH…
MASHA ALLAH
Assalam o alikum bhai bht hi piyari naat parhi hai ap nee bht khubsuraat andaz me Allah pak ap ko esi hazaron naat parhne ki tofeeq ataa kare ameen
Masha Allah
Beautiful naat. Had read it in a mehfil. Thanks to Hafiz
love it
Subhanallah Wonderfull naath and best lyrics
how is it possible to recite this naath for us
Be very happy and says the prays five time
Subhanallah mashalllah
Assalamoalaikum almost twice a day I listen this naat e paak… Beautiful it seems that it’s written for everyone who has this feeling for madina shareef… Jazaakallahu khhair
माशाअल्लाह
Subhanallha
MashaAllah. Bohat hi achi Naat hai. Allah pak Jaza Day
SubhanAllah MashAllah. Boht pyari naat sharef. ❤
♥️♥️♥️♥️♥️ Love this naat
Assalamu alaikum…
Bohat khubsurat naat e kalam
Yeh Kehti Thi Ghar Ghar Mein Ja Kar Haleema pasand aye tou Subscribe karen aur dosto ko bhi share karen… JAZAKALLAH
Masha Allah
What a beautiful naat!