ArtistRahim ShahShaz KhanUrdu

Shan-e-Mustafa


1390 downloads

SallAllahu alaihi wasallam
SallAllahu alaihi wasallam

Aaqa mere Mustafa (saw)
Aaqa mere Mustafa (saw)

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

SallAllahu alaihi wasallam
SallAllahu alaihi wasallam

Shart-e-Raza-e-Rab hai
Mohammad (saw) ki pariwi

Main sunnat-e-rasool ko
Kyun na aham kahun

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

Aaqa mere Mustafa (saw)
Aaqa mere Mustafa (saw)

Tayyab hayat unki
Mubarak tareeq hai

Main har zaman mein
Rahbar-e-Arab-o-Ajam kahun

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

SallAllahu alaihi wasallam
SallAllahu alaihi wasallam

Wo meri zaat ke liye
Roye hain zaar zaar

Jo main rahun anjan to
Khud pe zulm kahun

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

Aaqa mere Mustafa (saw)
Aaqa mere Mustafa (saw)

Sabkuch Hayech sunnat nabwi ke samne
Ae aql be-lagam main isko qaham kahun

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

SallAllahu alaihi wasallam
SallAllahu alaihi wasallam

Ya rab meri ummat ki
Khataon ko bakhs de

Main is sada-e-rusl ko
Kyun na kar gham kahun

Main mustafa ki shan mein
Kaise nazam kahun

Daayi kahun, hashir kahun
Shah-e-Umam kahun

SallAllahu alaihi wasallam
SallAllahu alaihi wasallam

Aaqa mere Mustafa (saw)
Aaqa mere Mustafa (saw)

User Rating: 4.07 ( 8 votes)
5 5 votes
Article Rating
Tags
Subscribe
Notify of
guest
2 Comments
Inline Feedbacks
View all comments
Saddam Bagwala
Saddam Bagwala

Outstanding … Naat our habib Sallallahu Ayahi wasallam… Zajjakallu Khaira… shaz khan…

Saddam Bagwala
Saddam Bagwala
2
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x
Close
Close